Islamic Wazaif
Islamic wazaif, Mahina Wazaif of Hazrat Maulana Bashir Farooqi Qadri
Islamic Wazaif ,qurani wazaif, islamic wazaif, Mahina Wazaif of Mulana Bashir Faroorqi Qadri ( Qtv) , Chair Man Saylani Welfare Trust
Assalam-O-Alaikum!
Assalam-O-Alaikum!
Ramazan Ul Mubarak K Wazaif
1: Rozana 600 Martaba Kalma Tayaba( Pehla Kalma) Ka wird karain
2: Rozana 600 Martaba Astaghfirullah Al-Azim Wa Atubu Ilaih
3: Rozana 2 Rakat Salat Ul Toba parhain aur gunaho say sachi toba karain Aur phir 2 Rakat Salat U Hajaat parhain
4: Rozana Adha Ghanta Durood Sharif.(Kam Say Kaam 1200 Martaba)
5: Aik Mukamal Quran Pak Poray Mahinay Main
Shukrea, Wassalam.
See/Print Wazifa In Urdu/Arabic.
View/Print Shaban Fazail 1
View/Print Shaban Fazail 2
Shukrea,Wassalam.
Mahina Pora Honay Per Hamain Ijtemae Dua K Lea Naam Aur Tadad Note Karwadain.
Jo shaksh ramdan ka chand nazar atay hi kam say kam
Jo shaksh ramdan ka chand nazar atay hi kam say kam
aik martaba aur ziada say ziada 3 martaba
surah fatah(Para 26) parhay ga
Tu Insh’ALLAH Saal Bhar Aman main Rahay Ga.
And below im posting the references
1: Jis waqt ramadan shareef ka chaand daikha jay tu surah fatah ko 3 baar parhnay say tamam saal rizq main farakhi rehti hai.
(Janati Zevar, Page 596)
2: Dushmano per fatah panay k liay is ko 21 martaba parhain, agar ramazan ka chaand daikh kar is k samnay parha jay tu Insh’ALLAH saal bhar aman rahay ga.
(Janati Zevar, Page 596)
Jo banda juma k roz qabal az namaz juma sura al-qafh parhay ga inshallah doosray jumay taq is ka dil noor say munawar ho ga aur fitna dajal say mehfooz rahay ga
Jo banda juma k roz qabal az namaz juma sura al-qafh parhay ga inshallah doosray jumay taq is ka dil noor say munawar ho ga aur fitna dajal say mehfooz rahay ga


