Zubaida Apa sms
Karachi ke halaat ko dekhte hoye Zubaida Apa ne naya totka jari kar dya
Karachi ke halaat ko dekhte hoye Zubaida Apa ne naya totka jari kar dya..
.
.
.
Ap sab apne sath ek bori le kar ghar se nikla karen,
Jaise he Firing ho ap bori pehen kar road per late jayen,
Ap ko Cheepa Ambulance safley ap ke ghar pohncha degi
Faraz zubaida aapa ke liye farmate hain
Faraz zubaida aapa ke liye farmate hain..
Apa kya khub ada tum pati ho,
Apa kya khub ada tum pati ho,
ye totke kahan se lati ho… ;->
Aapa replies..
Chala jaye dunya se jo, aata nahi wo lotke
ek baar jo Aazmale Zubaida aapa k totke… =P
Phir roza kum aur hari marchain zyada lagain gi – Zubaida aapa ki dhamaka khaiz wapsi
Agr ap ko roza lagta ho to sehri me ap 10 hari mirchain kha lia krain.
Phir roza kum aur hari marchain zyada lagain gi.
Zubaida aapa ki dhamaka khaiz wapsi.
Agar aap tarap tarap k marna chahte hain to aaap
Agar aap tarap tarap k marna chahte hain to aaap….
Shadi karlen …. : )
“Zubaida apaa k Azmooda totky”
Mehmano K Anay Se Pehly
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay
Ki Dal Ka Hlwa Kha K Bethn To Mehman
Jldi Chly Jaty Hain Or
Dubara Nhi Atay. . .
Zubaida Aapa K Khusboo Dar Totkay ;->
Agar Koi Bacha Har Waqt Naak Me Ungli Daale Rakhta
Agar Koi Bacha Har Waqt Naak Me Ungli Daale Rakhta
Ha To Usey Bina Lastick Ki Chaddi Pehna Dein.
Yun Wo Dono Haathon Se Apni Chaddi Sambhalne Ki
Waja Se Naak Me Ungli Dena Bhool Jaye Ga!:-P;-)
Zubaida Aapa K Bachkana Totkay!
Zubaid Aapa K Yummy Totke
Balghum Ko Dhoop
Mein Sukha Ker Choti
Choti Goliya’n Bna K
Chabaya Jaye Tou…
Ding Dong Bubble
…Gum Ki Kami Puri Ho
Jati Hy …
Zubaid Aapa K Yummy
Totke .. =P =D
Aakhir Kia Masla Hy Tum Logo’n k Saath
Aakhir Kia Masla Hy
Tum Logo’n k Saath
Har Waqt Tumhe’n Totke
Batati Raho’n
Faltu Samjha Hy Kia ?
…Jab Dekho Zaleel o Khwar
Kia Hua Hy
SsssssssssHhhh
.
.
.
.
.
Zubaida Aapa Ghusse
Mein
Zubaida Aapa k Lazeez Totke
Agar Nazle Aur Khansi
k Saath Saath Namkeen
Balghum b Aa Raha Ho
Tou Thori Cheeni Kh Le’n
Us Se Aap Ko
….
.
.
.
.
.
.
Rabri Ka Maza Aaye Ga
(Zubaida Aapa k Lazeez
Totke) =P =D
Faraz zubaida aapa ke liye farmate hain
Faraz zubaida aapa ke liye farmate hain..
Apa kya khub ada tum pati ho,
Apa kya khub ada tum pati ho,
ye totke kahan se lati ho… ;->
Aapa replies..
Chala jaye dunya se jo, aata nahi wo lotke
ek baar jo Aazmale Zubaida aapa k totke… =P


